No menu items!
More

    BAADAL | Sanjith Hegde | Lyrics

    BAADAL | Sanjith Hegde | Lyricss Letra Sanjith Hegde BAADAL | Sanjith Hegde | Lyricss

    Socho main yunh
    Khoya khoya hoon
    Kya main hoon jo hoon
    Kya main naa

    Baaton waadon
    Se uljha hoon main
    Hoon main naa woh jo
    Socho tum main hoon

    Aandhi hoon ya toofaan
    Ya chehra ya dhooan
    Ya hoon aks tera, main

    Baadal main
    Bekal main
    Rasiya
    Aise na toh sataa re tuu

    Saawariya ghar main dhoondhu
    Haan ghar main jaanu naa
    Kaise aaya jaaya re

    Saawariya ghar main dhoondhu
    Haan kaise main jaanu naa
    Par aaya jaaya re

    Saawariya kaise main dhoondhu
    Haan par main jaanu naa
    Kaise aaya jaaya re

    Saawariya
    main se main mita
    Mila le tu mila

    Aqlon se poocha na mila tu
    Parde ke peeche parda
    Dhoondhe aasamaan ke aasamaan hain
    Na kahin mila pata teraa

    Tu hi toh dikha ab raste
    Dil ki sada ko samjhe
    Tu hi hai bata na tu rahe
    Sang main

    Aandhi hoon ya toofaan
    Ya sehra ya dhooan
    Ya hoon aksh Tera main

    Baadal main
    Bekal main
    Rasiya
    Aise na tu sata re tuu

    Saawariya ghar main dhoondhu
    Haan ghar main jaanu naa
    Kaise aaya jaaya re

    Saawariya ghar main dhoondhu
    Haan kaise main jaanu naa
    Par aaya jaaya re

    Saawariya kaise main dhoondhu
    Haan par main jaanu naa
    Kaise aaya jaaya re

    Saawariya main se main mita
    Mila le tu mila

    Lyricss, Letras, Paroles, Deutsche, Letras, Testi,Тексты, Texty, Norske, Текстови, Versuri, Persian, Liricí, Lirik, Nederlandse, Tagalog

    Advertisement

    Roro Harb – Asmar...

    Roro Harb - Asmar Nutella ( Lyrics) | رورو...

    Feid – Alakran Lyrics

    Feid - Alakran ( Lyrics) Letra FeidVEVO Feid -...

    蕭敬騰 Jam Hsiao 《白夜》...

    蕭敬騰 Jam Hsiao 《白夜》 Lyrics Letra Letra...

    Velet – Umudunu Kesme...

    Velet - Umudunu Kesme ( Lyrics ) Letra VELET...

    Chi Pu | HOA...

    Chi Pu | HOA DƯỚI MẶT TRỜI ( Lyrics...

    D Voice Ft Zuchu...

    D Voice Ft Zuchu - BamBam ( Lyrics...