No menu items!
More

    Shehzad Roy – Laga Reh Lyrics

    Laga Reh Lyrics

    Shehzad Roy
    []
    Main jab dus saal ka tha
    To maine 9 o’clock news pe suna
    Kay Pakistan tareekh ki aik naazuk mor se guzar raha hai (Abu!
    )

    Main phir bees saal ka hua
    Maine phir 9 o’clock news pe suna
    Kay Pakistan tareekh ki aik naazuk mor se guzar raha hai

    [ 1]
    Aas baandh kar tu khara hai
    Tas se mas nahi hota
    Tu hai aik aam aadmi, aur bus
    Ab nahi hota
    To kya karun? Himmat haar doon?

    Nahi, laga reh
    []
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh

    [ 2]
    Buzurgon ne mujhse poocha
    “Mulk kaise ye chalega?”
    Buzurgon ko main ye bola
    “Lage raho, lage raho!”
    Buzurgon ne mujhse poocha
    “Mulk kaise ye chalega?”
    Buzurgon ko main ye bola
    “Mujhе fikr ye nahi ke ye mulk kaisе chalega
    Mujhe fikre ye hai ke kahin aise hi na chalta rahay”

    []
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh

    [ 3]
    Yaar, mulk mein bari tension ho gayi hai
    “Koi nahi, koi nahi, sab kuch Allah pe chhorr do”
    Kuch na kar kuch na kar tu
    Sab kuch Allah pe chhorr de
    Bas Allah hi tera haafiz hai
    Ae bhai, tu bhi naazuk mor ban gaya
    Tas se mas nahi hota
    Tu hai aik aam aadmi, aur bus

    []
    Ab to dukh hota hai yaar
    Koi nahi, abhi bhi bare naik log baaqi hain is dunya mein

    [ 4]
    Buzurgon ne mujhse poocha
    “Naik kaun hai, yeh to bata?”
    Buzurgon ko main ye bola
    “Hmm, naik woh hai jisko mauqa nahi mila”

    []
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh

    []
    Saare mulk mein amn-o-amaan ki surat-e-haal bahaal hai

    []
    Aur phir aik din, tere pairon ke neeche se
    Zameen nikal jayegi
    Aur phir woh tuhje kahenge
    Kahenge tu urr raha hai hawaaon mein
    Tu urr raha hai hawaaon mein
    To kya hum sach much hawaaon mein urengay? Hain?

    Tu nahi samjhega, bay!

    []
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh
    Laga reh, laga reh, tu laga reh
    Khara reh, khara reh, tu khara reh
    Para reh, para reh, tu para reh

    []
    Is larke ki shakal Shehzad Roy se kitni mil rahi thi?

    Sir, mera khyaal hai qaum ko jagaane ka waqt aa gaya hai
    In ko mat jagao, ye kisi zaroori kaam se soh rahe hain

    Advertisement

    Kenia OS – La OG

    La OG Lyrics by Letras Kenia OS Yo...

    Kenia OS – Kitty (part....

    Kitty (part. La Joaqui) Lyrics by Letras ...

    Kenia OS – Big Bang

    Big Bang Lyrics by Letras Kenia OS (K...

    Kenia OS – VIP (part....

    VIP (part. Villano Antillano) Lyrics by Letras ...

    Kenia OS – Solo Una...

    Solo Una Vez Lyrics by Letras Kenia...

    Kenia OS – Es Así

    Es Así Lyrics by Letras Kenia OS Quizás,...